It started raining, Hassena was walking on the road silently thinking about something she was lost in her thoughts...At one movement she felt alone...she has so engrossed in her thoughts that all negative thoughts covered her mind...At one movement she thought that why she is living...
Hm : Haar gaye hum ab kya kare... Kaha jaaye kuch samj nhi aa raha... Useless hai hum kuch nhi kar pa rahe... Aaj tak kabhi hum car ke bina travell he nhi kiye... Kabhi duniya he nhi dekh paaye thik se... Ab sab kuch ajib sa lag raha hai ye saare log yaha sab... Sab log apne kaam mai itne busy hai ki matlab sab jina he bhul gaye ho... Kya ye hai asli jindagi... Aadhe se jyada log watch dekh rahe hai aur bus teezi se chal rahe hai jaise har ek kaam time pe karna hai... Sab kuch kitna mushkil sa lag raha hai hum kaise manage karenge hum kaise rahenge... Ye sab logo ke bich hum apni jagah aapni khud ki identity kaise vana paayenge... Ab tho hum college bhi nhi ja paayenge study nhi karenge tho job kaise karenge... Humari age job ke liye eligible bhi nhi hai... Kyu hai hum... Kyu kuch nhi kar paaye... Ammi abbu kyu chale gaye... App kaha jaaye hum... Kon hai wo aunty jo hamare ghar pe hai... Hum kuch nhi kar paaye hum haar gaye... Hum haar gaye... Hum kisi kaam ke nhi... Hum nhi rehna chahte... Hume nhi jina hai... Hum kuch nhi kar paaye... Kya karna hai kaha jaana hai Hume kuch nhi pata... Kaise kare.. Bus luxury life ji hai aaj tak... Duniya tho dekh he nhi paaye thik se... Hum kya kare... ππππ
She was too engrossed in her thoughts that she even didn't notice that she reached a railway station...and she was walking near the platform...she went near the end of the platform while thinking about what to do...
Krupaya platform kramank 2 se dhur khade rahe Ek jalad ( Fast ) Gadi jane wali hai...
She went near the platform as it was evening time and a public holiday there was less public there standing...almost all were busy with their chores...no one noticed her....by mistakenly haseena's foot slipped and she was about to fell...here that fast train reached near the platform...
By that sudden jerk she came to her sense...
Hm : ahhhhhh π£π£
.
.
.
She was about to fall when she felt one strong arm holding her arms...She saw up one lady was standing there...that lady pulled her up before that train could hit haseena...she made her sit on the bench...
L ( Lady ) : Tum think ho
Hm : Ji hum thik hai...dhanyawad aapka aapne hamari Japan bachayi...
L : Ye fho hanara farj hai yahi tho hai hamara kaam... π Lekin tum kya pagal ho gayi ho... Aapni jaan dene chali... Hosh mai thi ya nhi... Tumhe bata hai aise hazaaron log railways station ke yaha aapni jaan gawaah baithte hai aur tum padi likhi ho atleast school college tho jati hogi itna bhi dhyaan mai nhi raha aise kon karta hai hai abhi agar hum na hote tho jaan chali jaati dhyaan hai kuch... π‘
Hm : Nhi aunty wo bus humara dhyaan nhi tha kuch tension mai hum kab yaha aa gaye pata bhi nhi chala...
L : aisi bhi kya tension thi jo dhyaan tak na raha aur yaha chali aayi... Jaan chali jaati tho... Ye aaj kal ke generation ka yahi ho gaya hai thodi si bhi kuch problem aa jaaye tho suicide attempt karne chale aate hai... Itni aasaani se kaise haar jaate ho haan tum log... Ulta hum logo se jyada tum logo mai problem ko samj ne ki takat honi chahiye lekin nhi sab log bus choti choti baato pe haar maan lete ho...
Hm : nhi aunty humne haar nhi maani hai hum kabhi haar nhi sakte... Hume sach mai dhyaan nhi tha ki hum yaha kab pahuch gaye... Sach ke rahe hai... Hum tho suicide attempt ke sakt khilaf hai... Hum jaan dene nhi aaye the... Jaan dena bohot galat baat hai... Itni mushkil se life mili hai usme bhi agar kuch na kar pao tho waste hai sab kuch... Hum jaan dene ke liye nhi aayi the hum sach mai apne vicharo mai itne magn ho gaye ki hum sab bhool gaye the... Sorry aunty aap ko pareshan karne ke liye... And thank you hamari jaan bachaane ke liye..
Haseena got up and started moving...
L : ek minute beta hume batao kon ho tum kya tension hai tumhe shayad hum help kar paaye tumhari...
Hm : nhi aunty hum kar lenge manage...
L : rukho.. Dekho hum madat kar sakte hai... Ek baar share karke tho dekho kya pata accha lage... Aur vaise bhi tum phir se aapne khayalo mai dub jaaoge phir dhyaan na raha aur kuch ho gaya tho... Hume aapni amma samjo aur batao kya hua...
Hm : Lekin aunty...
That lady removed something from her pocket and showed to haseena...
L : Hum hai HEAD CONSTABLE PUSHPA SINGH, Police thana, Aminabad lucknow... Ab tho bata sakti ho na humara kam he hai logo ki madat karna...
Haseena turned back and went near the lady...
Hm : aap hamari madad karengi?
Ps : Ha bolo...
Hm : Aunty hum hai Haseena Malik... Top 5 Business Tycoon Malik Industry ke owner hamare ammi abbu the...
Ps : Accha tho tum wohi haseena malik ho... Ajj news mai malik industry ko kaafi saare baate ho rahi thi...
Hm : Ji hume bhi news se he bata chala... Ammi abbu ko kisi ne maar diya unko... Hume kuch samj nhi aa raha hum kya karre... Aur humare malik mansion pe bhi kisi ne kabja kar liya hai... Aur un logo ke pass real papers hai ki unke naam ghar ammi abbu ne kar diya hai... Hamari ek bhen bhi hai lekin wo kahi chali gayi hai hum dono ka jagda ho gaya tha iss karan... Hum akele ho gaye hai... Humare pass ab kuch bhi nhi hai sab kuch wo aunty ke naam ho gaya hai... Hume samj nhi aa raha hum kaise jiyenge... Hume un logo ko dhundna hai jin logo ne hamare ammi abbu ko maar diya... πππ
Ps : Beta shant ho jao... Chalo hamre sath...
Pushpa ji took haseena with her... They reached go their destination...
Hm : Ye hum kaha aa gaye?
Ps : Ye hamara ghar hai... Aa jao andhar...
Hm : Hume aap yaha kyu laayi hai...
Haseena came inside the house... One girl came near her...
G ( Girl ) : Amma ye kon hai...
Ps : Ye hai Haseena Malik...
Hm : Hello
G : Hii, Hum hai SANTOSH SHARMA π
Hm : π
Ps : Santu jao school ko bag bhar lo phir sath mai mil ke dinner karenge...
Ss : Ji Amma
Santosh went from there into her room...
Ps : Haseena beta yaha betho...
Hm : Aunty app ye...
Ps : Hume bata hai tumhare maan mai bohot se sawl hai hum sab ka jawab denge...
Hum tumhe issi liye yaha laaye kyuki ab se tum bhi hamare ghar ki member ban jao... Hum nhi chahte ki tumhari jaan aise he chali jaaye... Tumhe dekh ke na Hume ek alag si feeling aati hai jaise tum badi hoke bohot kuch karogi desh ke liye... Ek brave, smart ladki ho tum tumhe dekhte he samj aata hai...
Hm : Lekin hum kaise...
Ps : kyu nhi... Dekho vaise bhi yaha hum aur santu akele rehte hai agar tum Hume join karogi tho Hume problem nhi hai... Ye duniya mai kai log acche hai tho kai log bhure bhi... Kab tumhe pareshan karke istemaal karenge tumhe pata bhi nhi chalega... Aur hum nhi chahte ji kisi bhi bachi ke sath aisa ho... Aur hum jante hai ki tumhara sab kuch wo logo ne chin liya hai... Hume tumse kuch nhi chahiye aur hum asha bhi nhi rak rahe... Bus Hume kuch chahiye tho ye ki tum padh likh kar kuch accha kar dikhao... Agar hamro sagi beti hoti tho hum bhi yahi chahte ji wo har mushkil se bina ghabraye laade aur manzil hasil kare... Hum nhi jante the tumhare ammi abbu ko na he tumhe jante hai lekin tumhe dekh ke Hume na ek strong feeling aati hai ki tum kuch kar dikhaogi tum prove kar sakti ho ki tum he koi bhi mushkil juka nhi sakti... π
Hm : Thank you so much humpe vishwas karne ke liye... π
Ps : Thank you bolne ki jarurat nhi tum ab iss ghar ka hissa ho... π
Hm :vaise ek baat puche?
Ps : Yahi na ki sagi beti nhi hai koi hamari tho santu kon hai?
Hm : ha yahi puch rahe the aapko kaise pata?
Ps : wo hum pechan jate hai santu ko bachpan se pala hai na tho baccho ko kya kehna hai kaise treat karte hai sab ka accha tajurba hai...
Santu hamari sagi bhen ki beti hai... Santu ke pitaji army mai the... Santu ke janam ke 1 hafte pahle ek war mai wo sahid ho gaye... Santu ke janam ek critical case tha doctor ne bhi sorry keh diya tha... Dono mai se ek ka he bach na possible tha... Santu ki mummy ne santosh ko jinda rakhna chahta aur kudh apni jaan de di... Santosh ko unhone Hume soph diya.. Jante husband bhi ek bhi constable cum principle the... Ek case ke dhoran wo shadi ho gaye tab se hum akele the... Jab hamari bhen se santu ko Hume sopha tab se ab tak santosh ji hamari jaan hai... Aur sagi beti se bhi badkar hai ab hamare liye wo... Uske janam se leke aaj tak hum sath he the... π
Hm : oh accha great story... Seriously salute to all the army officers aur un har ek logo ko jinhone desh ke liye apne pran Niyochavar kar diye... Aur har ek MA ko bhi salute hai jo apne baccho ke acche future ke liye ya unke jaan ke liye... Apne praan bhi de te hai niswaarth bhav se... Sach mai dil se salute... π₯Ίπ₯Ί
Ps : π aur tum chinta mat karo yaha santi se raho apni padhayi continue karo... Tab tak hamara ek khabri hai Billu hum usse kehkar network active karwate hai jald wo do logo ka pata lagate hai mil ke thik hai tab tak koi tension mat lena... Thik hai hum hai tumhare sath...
Hm : Shukriya aunty...
Ps : Aunty mat kaho ammi kahi chalega...
Hm : Ammi π
Ps : π
Santosh came into hall... Sand said...
Ss : Amma kab se bhuk lagi hai mai kab se aap ka wait kar rahi thi chaliye na jaldi khana khate hai... Didi aap bhi chalo na...
Hm : Didi?
Ss : Ha aap bhi ab hamare parivaar ka hissa ho na tho issi liye didi... Chalo na jaldi...
Hm : π ( In mind - karu kaha ho tum... Didi sun ke tumhari yaad aa gayi... Tumhi Hume didi bulaya karti thi na... Pata nhi kyu lekin hamara maan nhi maan raha ki tum galat ho... Lekin humne jo dekha wo sab kya tha phir... Hume tho parivaar mil gaya lekin tumhara kya... Hum nhi chahte tumhe kuch ho... A Khuda please request hai karu ko sahi salamat rakhna aur ek accha parivaar dila dena jaise Hume mila hai... Aaj wo feeling samj aa rahi hai Hume jab karu first time ghar aayi thi aur hum sab ne usse accept kiya tha... Aaj in logo ne Hume accept kiya aaj wo same feeling Hume samj aa rahi hai... Please karu ki hifazat karna usse surakshit rakna kuch nhi hona chahiye usse... π₯Ίπ₯Ί Karu hum jald sab kuch thik kar denge apna khayal rakhna )
Pushpa ji, Santosh and Haseena went near dinning table to have dinner....
.
.
.
.
Somewhere near the highway, lucknow....
B ( Boy ) : didi ye le liye aaj subhe se kuch nhi khaye hai hum please ye le lijiye...
Ks : nhi Hume nhi chahiye phoolo ka guldasta... Hum kya karenge isska...
B : Didi le lijiye na.. Bhuk lagi hai...
Ks : Kya naam hai tumhara...
B : Humara... Huma hai CHEETAH CHATURVEDI...
Ks : tum yaha akele aise kyu kya ho gaya...
Cc : Wo didi wo humare amma babuji pata nhi kaha hai wo log Hume chord kar chale gaye kahi Hume nhi pata kaha hai... π
Ks : Arrey tum roo mat... Tumne Hume abhi didi bulaya na... Hum karenge tumhari madat chalo pahle kuch kha lete hai...
Ks : ( in mind - hum bhi ekdum topa hai... Kaha apne aap ko useless samj rahe the kaha haar maan baithe the.... Na na humara naam karishma singh hai aise chote mote problem Hume nhi haara sakte... Karishma singh kabhi problem se bakti nhi hai samna karna janti hai... Hum kaha haar maan rahe the iss bache ne tho Hume hamara past yaad dila diya hum bhi tho kaam karte the pahle amma babuji ke chale jaane ke baad tho abhi bhi kar sakte hai.. Us 5 saal ki bacchi ko aaj tak kuch na hua tho 10 saal ki bacchi ko koi kya kar lega... Hume himmat rakhna hoga Hume officer banna hoga aur ammi abbu ke katilo ko dhundna hoga... Hume karna hoga... Ab hum aapna bhi sochenge aur iss bache ka bhi... Ye bhi hamare tarah bhatak raha hai ammi abbu ne Hume sahara diya tha... Hum iss bacche ko denge... π )
Cc : Didi aap sach mai Hume khana khane leke ja rahe ho... π₯Ί
Ks : Ha π
Cc : Didi hamara koi parivaar nhi hai aap hamari didi banenge? π₯Ί
Ks : Jarur, aaj se hum tumhari badi bhen aur tum hamare bhai thik hai...π
Cc : π₯Ίπ₯Ί didi
Cheeta came and hugged Karishma tightly... Karishma too hugged him back...
Ks : ( In mind - Iske muh se didi sunke ek acchi feeling aa rahi hai... Wo pal yaad dila diya jab humne first time hasu di ko didi pukara tha... Kitne khush the hum dono... Lekin ye misunderstanding bich aa gayi... Hume tho hamara bhai mil gaya kash didi ko bhi unka parivaar mil gaya ho... Bhagwaan aapne sab kuch le liya lekin ek didi aur ek bhai diya hai please ye dono ko khush rakhna hum hasu didi ko nhi kho sakte aur na iss chote bhai ko kho sakte hai... Please bhagwaan hasu di ki raksha karna... Ammi abbu ke jaana ka unhe bohot dukh hai... Humare sath tho ye chiz pahle bhi ho chuki hai issi liye halat ko dekh hum apne aap ko pahle bhi himat jutha paaye the lekin hasu di ke sath pahli baar aisa kuch hua hai... Pata nhi wo kya soch rahe honge... Bus surakshit ho... π₯Ίπ₯Ί Didi hum jakd sab thik kar denge apna khayal rakhna )
.
.
.
.
So this is it for today Hope you like this part if yes then Vote, Comment, and Follow for more interesting updates...
Next part : New journey begins
Write a comment ...