15

Haseetosh & Karitah


After 6 months slowly they all became more comfortable with each other...Santosh was sitting in the living area when haseena came there...

Hm : arrey santu kya hua tum aise kyu shant baithi ho kya hua jao apne friends ke sath friendship day celebrate karo...

Ss : nhi di nhi karna haiΒ 

Hm : kyu kya hua...

Ss : bus aise he di...

Hm : ab humse baat chupaogi...

Ss : nhi di wo actually na wo na friends nhi hai mere...

Hm : kya aisa kyu lekin...friends tho sabke hote hai...

Ss : hamare nhi hai...

Hm : kya ho gaya..

Ss : wo di school aur classes mai na wo mere questions thode massom bacche ke tarah hote hai na tho mere vaise questions pe na baki bacche haste hai aur mera majhak udha te hai just because wo logo ko silly doubts puchna accha nhi lagta issi liye wo log hume alag samj te hai aur hume apne group se hamesha alag kar dete hai...

Hm : oh tho ye baat hai...

Ss : ha di...issi liye na hume nhi pasand friendship day...

Hm : accha tho ek kam karo abhi tum kuch dher aram kar lo accha lagega...

Ss : okay

Santosh went into her room...here haseena went to a market....and then returned with some stuff...here Santosh came into the hall after 2 hours of good sleep...and was shocked to see the scenario...

Ss : di ye...

Hm : Happy friendship day πŸ₯³πŸ₯³πŸ₯³

Santosh was overwhelmed with this surprise she came and hugged haseena tightly...

Ss : ye sab mere liye...

Hm : yessss...

Ss : thank you...

Hm : Friendship mai no thank youΒ 

Ss : okay πŸ˜€

Hm : dekho aaj tho ammi ke night shift hai thana mai tho hum dono he akele hai right tho issi liye humne cake and special dinner order kar diya hai kuch he dher mai aa jayega phir hum log dono movie enjoy karenge with delicious food okay...

Ss : yummm🀀🀀🀀

Hm : haath aage karo...

Ss : kya hua...

Hm : karo na...

Santosh forwarded her hand...haseena took the friendship band out and tied it to Santosh's hand...Santosh did the same with haseena...both tied friendship bands to each other...

Ss : Di sach mai aaj bohot majha aayega chalo sa celebrate karte hai friendship day...

Hm : ha...

They enjoyed their day...watched 2 movies...had dinner...played some games...and had a lot of fun with each other...

Santosh was now tired of watching movies and playing games so she slept hugging haseena...seeing cute little Santosh sleeping peacefully haseena smiled...

Hm : ( in mind - kitni pyaari bacchi hai ye...ekdum choti si kitne aaram se so gayi hai...thak gayi hai...in logo ne hume apne ghar aur dil mai jagah kitne jaldi de di...insaniyat aaj bhi hai...ye log jante hai hamare pass ab kuch nhi bacha hai phir bhi bina koi swarth ke apna bana liye hai in logo ne...santu ko is tarah sote dekh karu ki yaad aa rahi hai...karu bhi aise he hume hugg karke so jaya karti thi thak jaane pe...karu kaha ho tum jaha kahi bhi ho surakhshit rehna please...ammi abbu ke katilo ko kadi se kadi saza deni hai hume lekin aapko kuch nhi hone de sakte hum...pata nhi kyu dimag tho keh raha hai sab kuch khatam kar de lekin dil hai ki maan he nhi raha aapko hani nhi pocha sakte...aaj friendship day hai humari friend tho aap hai na...jald milenge...hum dono ko tho upper wala bhi alag na kar sake 😊 tumhe itna kuch uss din bolke sahi kiya ya galat samj nhi aa raha...lekin aakho se jo dekha wo tho sach he hai na bhala wo kaise jhoot ho sakta hai...hum jald bata lagayenge sach...police exam ki acche se taiyaari chal rahi hai humari...KARU JAHA KAHI BHI HO DHYAAN RAKHNA...Happy friendship day aur happy rakshabandhan....I LOVE YOU KARU ) 

Here somewhere in Lucknow...

Ks : I Love you too di...Hum jaha kahi bhi hai bilkul thik hai...aap apna dhyaan rakhiyega...aur ha jald milenge...shayad niyati ko yahi manjoor tha...ki dono wardi mai mile tho ab yahi hoga...humari bhi taiyaar chal rahi hai...ek din apna sapna jarur pura karenge...aur apne aap ko nirdosh bhi sabit karenge...πŸ˜‡

Cc : diiiiiiiii

Ks : kaΒ 

Cc : kab se bula rahe hai hum aap hai ki sun he nhi rahi hai...

Ks : ha kya hua bolo...

Cc : aap kisse baath kar rahi thi...

Ks : hum...hu..nhi tho hum kisi se baat nhi kar rahe the....

Cc : nhi di abhi aap batiya rahi thi kisi se tho...

Ks : wo hum apne dil ki dadkaan se batiya rahe the...

Cc : matlab?

Ks : matlab koi tho hai jo hamare dil pe raj karta hai tum ye sab chordo aur rakhi select karo sham hone aayi...jaldi karo...kal phir rakhi hai...

Cc : ha ( in mind - pata nhi kya ho jata hai inko kisse maan he maan baate karne lag jati hai kon hai itni lifeline? )Β 

Ks : ( in mind - ye kya ho raha hai hume, hume aisa kyu laga jaise hasu di hume yaad kar rahi hai aur humare baare mai soch rahi hai...aisa laga jaise wo humse baat kar rahi ho...ye aabhas...ye eshaas ye bhram nhi ho sakta...wo hume yaad kar rahi hai...bhala kitna bhi gussa ho unhe hume yaad karna bhul he nhi sakti hai wo...aur vaise bhi hum hai he aise....Karishma Singh naam hai ek baar jo kisi ke life mai enter ho gaye na tho bhulna chahe phir bhi koi bhul nhi sakta hum bhulne jaise chiz he kaha hai...😎😎 lekin humne jo sunna wo sahi tha...di bhi police force ki taiyaari kar rahi hai ka...nhi nhi ye sab hum apna khud ka soch rahe hai...lekin itna pakka hai ki 24x7 bus hume he yaad kiya ja raha hai hasu di ko thik se gussa karna bhi nhi aata...🀭🀭jald milenge hasu di...lekin milne pe bhi chordenge nhi aapko...aise kaise galat samj liya hume...lekin hum ye bhi jante hai aapka maan nhi maan raha hoga ki hum galat hai ab situation he aisi thi hum bhi smajte hai...lekin bohot pareshan karenge dekhna...khayal rakhiyega...aur ha happy friendship day aur advance mai happy rakshabandhan...aap he hamari ekloti bhen hai...πŸ˜‡πŸ˜‡)

Cc : diiiii

Ks : ka hai kahe chila rahe ho kabse 😀😀

Cc : humne ka kiya aap he nhi sun rahi hum kab se bula rahe the...πŸ₯ΊπŸ₯Ί

Ks : accha sorry hum kuch aur soch rahe the kaho kya kehna hai...

Cc : ye rakhi pasand aayi...

Ks : accha lelo...

Cc : chalo ho gaya sab ab ghar chalte hai...

Ks : ka...🀨

Cc : ka πŸ™„

Ks : gift nhi loge...

Cc : uhh kahe chahyiye...

Ks : rakhi hai na kal

Cc : ha tho...

Ks : ha tho gift lo hamare liye...

Cc : rakhi kyu celebrate hoti hai...bhai bhen ki rakha karta hai aur bhen lambi umar ki kamna karti hai...tho ho gaya na ab hum raksha karenge na bade tho hone dijiye...

Ks : aisa thodi hota hai...

Cc : tho kaisa hota hai...

Ks : πŸ₯ΊπŸ₯ΊπŸ₯Ί

Cc : accha cahlo le lete hai gift...

Ks : nhi rehne do hum majhak kar rahi the...tum ho hamare saath wohi kafi hai chalo phir cahlte hai ghar...

The next day they celebrated Raksha Bandhan together...they lived happily...

After 2.5 years...now haseena is 20 years old, Karishma is 16 years old, and Santosh & Cheetah are 15 years old...

Somewhere in lucknow...

Ks : cheete...cheete...suno...yaha baitho hume kuch bata na hai...

Cc : ha di hume bhi kuch batana hai aapko...

Ks : accha tum bolo...

Cc : nhi aap

Ks : tumΒ 

Cc : aapΒ 

Ks : tumΒ 

Cc : aap

Ks : kaha na tum...

Cc : accha accha bolte hai...di wo hume na school ki taraf se police training ke liye bheja ja raha hai mumbai...actually humari height, fight karne ki tecnique aur bhi kafi kuch unn logo ko pasnad aaya hai tho wo logo ne na baccho ke liye traning center shuru kiya hai tho wo log humara waha admission karwana chahte hai...tho hum keh rahe the ki kya hum jaaye? hume karna hai join police force...

Ks : aarey ismai puchne ki kya baat hai bilkul jaao...tumhare sapne ki tumse koi nhi chinna cahhiye bilkul jana lekin dhyaan rakha ha naya sehar naye log bus dhyaan se rehna aur roj yaad karna thik hai...

Cc : ha di aapko kaise bhul sakte hai...vaise aap kya keh rahi thi...

Ks : wo hume scholarship mili hai...wo humne ek exam di thi tho usmai hum acche ankh se pass ho gaye...tho 3-4 catogary thi un mai se ek force joining ka bhi option tha tho humne wo choose kiya hai ab hume waha wo log force ki training denge scholarship ke kharche se...lekin

Cc : lekin kya...

Ks : lekin hume Delhi jana hoga...

Cc : koi baat nhi aap delhi jaayiye hum mumbai ja rahe hai phir dono police officer banke milenge majha aayega...

Ks : haannπŸ˜€πŸ˜€

Cc : cahlo bag pack kar lete hai...

Ks : ha

Somewhere in Lucknow...family was having breakfast...

Ss : ammi wo hume kuch bata na tha aapko...

Hm : hume bhi kuch bolna tha...

Ps : ha kaho na

Ss : Wo ammi hamari school tho complete ho gayi ab college karna hai tho mujhe na cyber expert banna hai cyber crime department mai kaam karna hai...tho ek college hai delhi mai school ke through waha pe form fill kiya tha and waha list mai mera name aa gaya hai...tho waha jana hai aage ki studies ke liye...tho jau?

Ps : tum batao hasu tumhe kya kaam tha?

Hm : wo ammi same reason hai actually college complete ho gayi hai ab aage ki studies karni hai hume police force join karna hai aur traing academy ke liye ek compition tha exams and baki practicals liye gaye the tho hum pass ho gaye hai tho ab uss training academy mai admission easily ho jayega top university ke through hai tho jaye kya hum waha...lekin wo Mumbai mai hai...

Ps : hmm thik haiΒ 

Hm & Ss : πŸ˜€πŸ˜€

Ps : sochne do πŸ€”πŸ€”πŸ€”

Hm & Ss : πŸ˜‘πŸ˜‘

Ps : tho santu delhi tho hume bhi aana hai kuch kaam ke karan wo kuch details nikalne hai aur investigation karna hai tho hum bhi 1 mahine ke liye chalte hai delhi phir waha ke college aur tumhara hostel sab dekhne ke baad hum phir chale aayenge...aur hasu tum bhi ja sakti ho lekin waha ke management se hamari ek baar baat karwa dena aur hostel and college bhi ek baar wo video call se bata dena...important case hai issi liye hum nhi aa payenge lekin jald tumhare pass bhi aa jayenge...

Hm & Ss : thank you ammi πŸ˜€πŸ˜€

They both hugged pushpa Ji in happiness...

After 15 days...

In Delhi...

G : hii Hum hai Karishma Singh...😎

G2 : Hey hello my name is Santosh Sharma nice to meet you...πŸ˜„

In Mumbai...

B : namaste I am Cheeta Chaturvedi...😊

G1 : Good to meet you, hum hai Haseena Malik...πŸ˜‡

.

.

.

So this is it for today, hope you like this part if yes then Vote, Comment, and Follow for more interesting updates...


Write a comment ...

Write a comment ...