Ks : hamari life kya majhak hai...nhi matlab chalo uss din nhi bataya uske agle din kya...10 saal ho gaye bata hai iss baat ko...10 saal aapko chance nhi mila?
Karishma left from there...Haseena too followed her...
Hm : Karu suno na...
Ks : .......
Hm : KaruΒ
Ks : ....
Haseena held her wrist and stopped her...
Hm : suno tho sahi...
Ks : kya sune
Hm : aaj sab clear kar dete hai na phir history repeat hogi nhi tho pahle ki tarah aadhi baate baata hogi dono ko...jo hum nhi chahte hume hamari jaan wapis chahiye...
Karishma forwarded her hand and put it near haseena's nose...
Hm : Kya kar rahi ho?
Ks : dekh rahe hai saase chal rahi hai ya nhi...
Hm : Kya?
Ks : nhi aap jinda hai na...
Hm : tho
Ks : nhi aapne kaha na jaan wapis chahiye...gajab insaan hai aap jaan ke bigar itne saal rahe kaise...
Hm : karu π«
Ks : ek minute...
Hm : πΆ
Ks : aap bhoot hai? bhoot bhoot bhoot...
Hm : π
Ks : koi fayada nhi hum bhi kaha pathar ke samne majhak karne ki koshish kar rahe haiππ...chaliye kahiye kya kehna hai...
Hm : hum jaha kaam kar rahe the na chote the tabhi...
Ks : aap kaam bhi karti hai?
Hm : π€¨
Ks : nhi matlab bachpan mai sab hath pe chahiye hota tha na...bus order chahlane hote the humpe...
Hm : ππ
Ks : accha accha boliye...
Hm : chup rehne ka aap kya lengi?
Ks : kalyug...ghor kalyug...
Hm : kya?
Ks : na matlab hum log chahlte chalte hamare cabin mai aa gaye aur yaha junior senior ko chup rehne ke liye keh rahi hai...kya jamana aa gaya hai...I am senior ππ
Hm : karu...
Ks : Ma'amΒ
Hm : karishma Ma'am
Ks : Ma'amΒ
Hm : π Maammmmmmm suniye na please it's a request...
Ks : ha ha sun rahe hai kahiye na miss malik..
Hm : hum serious hai...
Karishma started finding something in the table drawer...
Hm : kya dundh rahi hai?
Ks : aapne he tho kaha I am serious
Hm : ha tho...
Ks : Hospital ka number dundh rahe the...
Hm : drawer mai?
Ks : ha kyu reciept hai hamare pass...
Hm : deva uchal re baba, mala nay hila ( Bhagwan utha lo...mujhe nhi isse )Β
Ks : ka?
Hm : marathi hai...
Ks : kab sikhi?
Hm : mumbai the itne samay...
Ks : hum samjhe aap ka boli...lenkin tension mat karo...humari jhodi vikram betal ki hai...itna jaldi picha nhi chutega...
Hm : tum maan gayi matlab π
Ks : jara bhi nhi π
Hm : π
Ks : accha ab please bakeiti kam karo hume case se related information chahiye miss malik jitna jaldi ho sake pata kariye it's an order...
Hm : ha ho jayega...pahle baat kar le...
Ks : karo na humne kab na bola...
Hm : karu se karna hai...
Ks : wo tho yaha nhi hai...
Hm : kaha milegi...
Ks : 10 saal pahle he ghum gayi ab milna muskhil hai...
Hm : hum dhund lenge aap bus hamare sath chaliye...
Ks : kaha...
Hm : chaliye na kitne sawal puchti hai aap ma'am...
Ks : yaha kya problem hai...
Hm : yaha hamari senior hume thik se baat nhi karne dengi chaliye na...
Ks : Last time ha phir hum nhi aayenge...
Hm : okay...
Both of them went near the beachside...were enjoying the view haseena came with two ice creams and gave one to karishma both were eating ice cream while smiling as they both were in deep thoughts as they were eating their fav ice cream together after years...Haseena took karishma with her they both sat on the boat and went to the middle of the beach...
Hm : karu...
Ks : kahiye sun rahe hai...
Said without looking at Hm...
Hm : karu hum keh rahe the ki jab hum kaam karte the na chote the tabhi tab hamari same office mai na ek aadmi tha wo hamesha humpe nazar rakhe khada tha...baadmai humne ussko follow uske ghar ja poche tab na hume ek locket mila...aur kuch map mile...aur kuch papers the jo ki wo logo ne jala diye the almost...same logo wala locket hum jab mumbai ja rahe the tab kuch log haijack karne aaye the plan aur wo bhi sirf hamare karan...un logo ko pata chal chuka hai ki...hum dono ke pass wo code hai...issi liye hamara locket lene aaye the kisi tarah se bache hai hum...jaha kahi bhi jate the koi na koi picha karta tha...aaye the aapko milne bhi hum lekin same locket wale log waha bhi the itna tho pata kar liya tha ki wo log hum dono ko koi hani nhi pocha na chahte bus code chahiye wo logo ko...
Ks : konsa locket hai...
Haseena removed the locket from her jacket pocket and showed it to karishma...
Ks : ye locket...
Hm : ha ye kafi badi gang ka locket hai wo logo ka ek sign hai matlab ek watermark keh sakte hai type like pure gang wale pehnte hai aur ye wahi log hai jinhone hamari life mai itne problems create kiye hai...
Ks : is locket ko kafi baar dekha hai humne kai log hamare aas paas batakte the iss locket ko pehanne hue...lekin kabhi itna dhyaan nhi diya laga ki fashion hoga...naya...
Hm : hum tumhe abhi beach ke bicho bicho issi liye he laaye hai kyuki yaha bhi koi hamara picha jarur kar raha hoga...hum dono ki baate koi na sune issi liye hum dono yaha aaye hai aur boat pe baithne se pahle humne puri boat ek baar check kar li thi koi transmeter ya kuch nhi hai...
Ks : waah kya baat hai yeh aapki the great senior ka aasar lagta hai...agent qayamat aapki senior ka aasar hai...good job miss malik I am proud of you...πππ
Hm : ho gaya...ππ
Ks : izzat he nhi hai senior ki...π
Hm : yaad kari karu ye locket sabse pahle hum dono ne aur kahi pe bhi dekha hai...
Ks : kaha?
Hm : 2 log jinhone bomb fit kiya...
Ks : arrey ha yaad aaya ha sahi kaha humne ye locket un dono ke gale mai bhi dekha hai...aur ha wo aunty jisne ghar le liya wo bhi tho locket pehne hue thi...
Hm : right...
Ks : matlab sab kuch saari kadi ek hai...saare ek he maala ki moti..
Hm : ha bus ab saari kadi ko jodna hai hume...
Ks : humne kabhi itna dhyaan diya he nhi locket pe de dete tho abhi tak sab ko maar maar ke boss tak pohach bhi gaye hote...π€π€π€
Hm : nhi karu please aisa kuch mat karo kyuki ye log 1 ya 2 log nhi bohot badi gang hai aur koi maksad hai inka....drugs ka tho hame pata hai drugs ke liye code chahiye lekin ammi abbu ko maar dena achanak se santu ka chale jana sab kuch na hume ajib lag raha hai...
Ks : aapko bhi na hume bhi....wo santu ki maut wo bhi hamare gahr ye sab...kya tha di I mean miss malik humne nhi maara hai usse sach keh rahe hai...
Hm : please na karu hum nhi aa sakte the uss samay tumhare pass...agar aa jate tho hum dono bache the kuch nhi kar paate hum sahi samay ka wait kar rahe the ab dekho hum dono agent hai kabil police officer hai aur ab na hum gang ko acche se pakad sakte hai...bus issi samy ka wait tha...aur tumne saha hai humne bhi saha hum tho aaj tak royal family mai rehne ki aadat mai he rahe the acchanak 1 time kaam karo 1 time he khao wo bhi badi mehnat ke baad ye sab kabhi kiya he nhi tha duniya tho mano humne dekhi he nhi...sab kuch naya tha kaise rahe hai hum kudh bhi nhi jante bus sab thik karne ki mansha se jee rahe the hum aur ab finnaly hum dono milke kuch kar sakte hai...hasu di bulao na...please π₯Ίπ₯Ίπ₯Ί
Ks : hume ye nhi samj raha ki santu hamare ghar aayi tab kya hua kyuki CCTV camera bhi chal nhi raha kisi ne off kar diya tha footage sab...
Karishma heard everything and felt each and every emotion of haseena but was not able to forget what happened in the last 10 years...Haseena too understood her and thought that she needs time she also joined her to discuss the details of the case...
Ks : humne nhi maara santu ko wo tho hamari best friend hai bhala hum kyu maarenge...
Hm : hume aap par pura wishwas hai aur iss baar hum kahi nhi ja rahe kuch bhi ho jaaye aap chahe ya na chahe hum hai sath mai...hume ye batao ki kya hua tha uss din subhe tum kaha thi...
Ks : uss dinn π€π€
Flashback starts...
On a call...
Ks : kya sach mai...sach mai dekha tum logo ne unhe...
P ( person ) : ji maddam, humne abhi lucknow mai un dono ladko ko dekhaΒ
Ks : thik hai hum aate hai...location send karo...
P : ok jaldi aayiye...
Karishma left from there...Karishma reached the destination... their many boys were standing...she went there and the fight sequence started...karishma was alone fighting with them...
Flashback ends...
Hm : Kon the wo dono?
Ks : wo dono friends the un dono ladko ke jinhone bomb lagaya tha car ke niche...humne hamara network active kiya tha kafi time baad uss din wo log india aaye the lekin hum jab waha poche 100 log the waha sab se bohot acche tarah lade hum...ek ne hamare gale pe knife rakhi hum maarne he ja rahe the baki log waha se cahle gaye samundhar ke pass hua ye sab ek ship aayi hum yaha knife rakha tha tho usse bachne ki koshish mai the utne mai sab ship mai baith gaye last wale ko kafi maara humne lekin wo bhi ship mai jake chala gaya hum ship mai ja paate unke pahle hum phone aaya hamare khabri ka ki maddam ghar jaldi aayiye santosh maddam ko kuch ho gaya hai...sab aapke ghar pe hai...hum bhage bhage phir aa gaye lekin is fight mai hume ek map ka hissa mila lekin ye sirf 1/4 hai...
Hm : matlab tum ghar pe nhi thi iss karan se...
Ks : ji humne socha ki wo ladko se kuch tho pata chale ga ki ammi abbu ko akhir maarne ka plan tha kiska...boss ko pakadna tha ja poche hum 100 logo ke bich lekin khabri ka phone aa gaya tha utne mai wo log nikal liye...
Hm : tumhe lagi tho nhi na...
Ks : thoda sa laga hai lekin hamari wardi pe jitne bhi blood stain the wo ussi fighting ke dauhran hua hai sab...
Hm : blood report match kaise hue...
Ks : yahi samj nhi aa raha humne nhi maara hai santu ko...
Hm : ha karu don't worry hum jante hai tumne nhi maara...accha wardi laao tumhari hum na police record mai santu ke blood samples tumhari wardi pe lage blood sample se match karke dekhte hai kisi aur jaan pechan ke kisi aur city ke lab mai kya pata paise deke fake report karwayi ho...
Ks : ha ye bhi sahi hai fake report ka bohot chal raha hai abhi...
Hm : le aao wardi jaao...
Ks : wo wo na actually...
Hm : kya...
Ks : wo π
Hm : bolo dimag mat kharab karo jaldi bolo kya kiya hai tumne...
Ks : washing machine mai daal di wardi...ππ
Hm : tumm...π π
Ks : shant shant senior here...
Hm : what senior aisa kaise kar sakti ho usmai blood sample tha tum...π€¦π»ββοΈπ€¦π»ββοΈπ€¦π»ββοΈexam di thi na tumne...police ki ya aise he...
Ks : kya kuch bhi...
Hm : basic rule hai ye ki koi bhi sample ko aise he nhi jaane dete hai humesha store rakhna hota hai kaam aata hai karu yaar tum...
Ks : ho gaya ab tho sukh bhi gayi hogi wardi ab kya kare...
Hm : senior hai na aap batayiye kya karna hai...
Ks : hum...hum...ice cream khatam ho gayi acchi thi vaise...
Hm : π€¦π»ββοΈπ€¦π»ββοΈYa deva kuthe fasavla re mala...
Ks : ka?
Hm : hey bhagwan kaha fasaya mujhe...
Ks : paani ke bicho bich hai abhi tho hum matlab paani mai fase hai lekin ye tho aap kudh laayi yaha ismai bichare bhagwan kya kare...ye insan bhi karte kudh hai faste kudh haii aur bhagwan ko blame karte....π€«π€«π€«
Karishma was saying while paying with the water but got silent when she saw haseena staring at her...
Hm : apne khabri ko phone karo aur kaho chupke se samples le aaye body ka yaha...
Ks : body ab lab mai hogi...waha se kaise...
Hm : lab mai hai koi pechan ka...
Ks : arrey ha hai na ek 8 din pahle he maar khaya tha la dega wo...contact bolte hai isse πππ
Hm : πππaur ek kaam karna kya pata wo admi bhi mila ho tumhare shoes, watch, jacket, cap, kuch tho hoga na tumhare pass jo tumne nhi saaf kiya uss laadai ke pass...
Ks : good idea hai na hamara handkerchief...humne use kiya tha fight ke baad jab hume jaga tha haath pe tab aur phir uspe bhi blood stains hai same jo wardi pe hai wo wash karne nhi daala bohot kharab ho gaya tha tho soch rahe the phek de lekin fheka nhi πππ
Hm : good...
That man brought the blood samples from the body and gave them to karishma, then they gave all the samples to the forensic lab of Delhi...there too the report was matching...
Hm : yaha bhi match hua hai...
Ks : ye kasie ho sakta hai...Santu ke sath uss din hum the bhi nhi...
Hm : ab ye sab tho uss jagah jake he pata chalega...jaha ladai hue thi waha kuch na kuch hoga ya phir aage kahi pe chalo jaake dekhte hai...
Karishma and haseena went near the same spot where the fight sequence happened between those boys...There was a factory there they both went inside...There were some goons standing there...someone hits a bullet near Karishma's back but someone came and saved her...
.
.
.
So this is it for today hope you like this part if yes then Vote, Comment, and Follow for more interesting updates...
Write a comment ...