05

🧐 Haseena's Point of view 🧐

.

Here in Delhi...

Hm : jitna bhi kuch hua sab ke piche karan tha...hum bhala apni jaan ke sath aisa kaise kar sakte hai...lekin kya kare destiny hume yaha leke aayi...

Bu : kya nhi kar sakta aisa kya hua kaho mujhe aache se...

Hm : hua kuch u tha uss din ki...

Flashback StartedΒ 

A : ab papa ka badla hum dono uske dushman ki beti se lengeπŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚ ...usko raste se hatake...aur phir hamare saathi uske abbu ko bhi maar denge...pata nhi kaha chupke baitha hai wo darinda ek baar mil jaaye jaan le lunga...

Karishma ye sab kuch sun leti hai aur wo andhar room mai chali jaati hai...aur uss aarav ko collar se pakad lete hai...

Haseena bhi piche he hoti hai karishma ke lekin usko Karishma, Aarav ya riya mai se koi notice nhi karta...vo sab kuch sun leti hai...

Hm : hume tum logo pe bhi trust hai aur karu tum pe bhi tumne jo dekha usko bus misunderstood kar liya actually wo log energy drink daal rahe the aur tumne aur he kuch samaj liya chalo chordo is baat ko chalo kahi bahar khana khane chalte hai...

Ks : hume nhi aana tum log jao...

Hm : ( In Mind - sorry karu humne bhi sab kuch sun liya hai lekin main terrorist tak pochne ke liye aur hum sab ki jaan bachane ke liye hume ye sab karna he hoga...ye kahavat tho suni hogi aapne kabhi kabhi kam ke nikalne ke liye gadhe ( Murk, idiot ) ko bhi baap bana na hota hai bus yahi kar rahe hai hum humara kam aasaan ho jaye issi liye in logo ka sath hona jaruri hai...)Β 

At night Haseena was in her room alone she dialed someone's number...

Hm :Β Salam Alaikum abbu

Ab ( Abbu - Haseena's Father ) :Β Wa-Alaikum-Salaam meri raaj kumari...kaho kya baat hai...

Hm : abbu jaisa aapne kaha tha hum thik vaise hi Aarav aur riya se baat karke unke baare mai jaan ne ki koshish kar rahe hai...aap thik thi wo dono hume maarna chahte hai...pichle kuch dino se humari na tabiyat kharab tho chakar aa rahe the hum baat baat pe gussa ho rahe the tho humne apna check up karwaya perso aur hum jo kuch bhi din bhar kha pi rahe the uska sample report karwaya tho pata chala ki wo log hume Hallucinate kar rahe hai tho ab humne unka diya hua kuch bhi khana pina band kar diya hai ab hum thik hai lekin aaj ye baat karu ko bhi bata chal gayi hai abbu aur uski bhi tabiyat thik nhi hai...shayad wo log usse bhi drugs consume kar wa rahe hai hum kya kare?

Ab : accha hua tumne report karwa liya ab apna dhyaan rakna aur wo logo ki di hue chizo se dhur rehna aur ha karu bhi hamari bacchi hai ye baat un dono ko acche se bata hai humse badla lene ke chakar mai kahi dono pe na apna plan use kare...hasu tum karu ko dhur rakho in sabse kyuki usko agar gussa aa gaya tho hama plan fail ho sakta hai...un dono ke chacha jaan abhi bhi desh ke khilaf koi plan plot kar rahe hai aur ye baat hume tumhare un dono ke pass reh kar he pata chalegi aur tum tho secreat agent bhi ho training mili hai tho beta desh ko kuch nhi hona chahiye iss baat ka dhyan rakna aur karu ko dhur karo in sab chizo se nhi tho un dono ko wo wahi pe khatam kar degi ye log akele nhi hai unke bohot sathi hai karu ki jaan ko khatra ho sakta hai...

Hm : ji abbu hum samaj gaye hum puri koshish karenge usko sab se dhur rakhne ke liye...

Ab : beta jaise he hume un logo ke plan ke baare mai pata chalega aur un logo ke mastermind yani Aarav aur Riya ke Chacha jaan ka location milega hum sabko mission ke liye jaana hoga tho abhi se he taiyaar rehna tum karu ko mission ke baare mai kuch bata nhi sakti tum tho abhi se he sab soch lena...

Hm : ji abbu...

Ab : ha aur ek baat kuch din baad tumhare under training ke liye aur tumhari junior ko bhej diya jaayega kisi ko bhi pata nhi chalna chahiye ki wo bhi ek agent hai thik hai...

Hm : ji hum dhyaan rakhenge...khuda haafiz..

She kept the phone...

Hm : ( in mind - karu har ek chiz hum sath karte the school jana, college jana, training camp jana, masti karna sab kuch lekin ab mission pe hume akela jana padh raha hai wo bhi tumhe kuch bhi bina bataya ek tho hamari telephathy bohot stronge hai hum tumhare samne kuch sochenge tho tumhe pata chal jata hai ab duri bana ne mai he bhalai hai...lekin hum tum se dhur kaise rahenge...mission pe tumhe nhi leke ja sakte jaan pe khatra hai aur tumhe aach bhi aayi tho hume accha nhi lage ga...)

After 2 Months in the Hotel :Β 

P : Jai hind mam Agent Pearl reporting for the duty...

Hm : Jai hind aapka real name?

P : Barbie Upadhyay mam...

Hm : ok so ready for the mission...

BU : yes mam..

Hm : ok so mission se pahale hamari family ko convince karna hai hume hamari family ko hum nhi bata sakte ki hum mission pe ja rahe hai aur aaj hamari jaan yaani hamari best friend jo pichle 2 months ke liye training ke liye gayi thi wo wapis aa rahi hai aur usko aaj se he hume kasie bhi karke dhur rakhna hoga misison ke details se nhi tho uski jaan khatre mai aa sakti hai...bhaukal ki devi hai wo usko samjhana matlab bohot mushkil tho ye tumhara task hai...

Bu : ok mam will try my best...

Hm : off duty haseena chalega bulaogi tho vaise ab kuch order kare?

Bu : ha coffee order karte hai...

Hm : haΒ 

They ordered coffee and then started to talk about their mission

Bu : vaise mam mission ke koi detail mile hai aapko...

Hm : ha ek minute check karti hu koi message aaya hai kya...

She checked her phone and found one message from one of her sources...

Hm : ha hamare sources mai se kisi ko kuch details mile hai hume waha jana hoga address bheja hai tho ek kam karte hai coffe pike direct nikal jayenge abhi 11 bajhe hai na wo waha sirf 12 bajhe tak he milega hame tho jaldi nikalna hoga...

when Karishma returned after 2 months she called haseena but she was not picking up her calls so she decides to go to one restaurant where she saw 1 girl with haseena sharing coffee...

Hm : arrey ye tho karu hai...

Karuuuuu

Karishma came near her...

Hm : karu tum is se milo ye hai barbie upadhya hamari friend

Ks : haa dikh raha hai...

Hm : ha aur barbie ye hai kaishma singh hamari karu...hamari friend...

Ks : ( in mind - bus friend baki sabko tho bestie bolke introduce karti hai...)

Bu : hii nice to meet you...😊

KS : ya me too...πŸ™‚

Ks : hasu chalo na kahi chalte hai...

Hm : ( in mind - chalne ki tho bohot iccha hai lekin nhi ja sakte abhi sources ke pass jana hai 12 bajhe tak ka he time hai kya kare na he bolna hoga karu ko ) nhi abhi nhi, please

KS : hum pure 2 mahine baadh aaye aur tum ho ki mere sath time nhi spend karna chahti...

Hm : raat ko milte hai na please...abhi hum dono ki important baate chal rahi hai...

Ks : accha thik hai tho mai jati hu bye...πŸ™‚

Hm : okay bye..

Karishma leftΒ 

Hm : ( in mind - maaf kar dijiye lekin terrorist ko pakadna jaruri hai nhi tho aapki aur desh ki jaan khatre mai hai )Β 

After 10 days...haseena got one message that popped up on her phone screen.

S ( Source ) : jai hind mam abhi humne wk admi ko hamare pass se jaate hue deka wo karishma maddam ke bike ke sath kuch kar raha tha shayad break fail ki hai aur tire bhi puncture kiya hai karishma maddam ko marne ki planning chal rahi hai maddam aaj karishma maddam ko kahi mat jane dijiyega please...request hai...

After reading the message she got tensed...she called her father...

Hm : abbhi hume abhi ek message aaya tha ( she said everything )Β 

Ab : beta aaj kisi bhi halat mai karu ko bahar mat nikal ne dena kyuki karu ne kuch samay pehle ek smuggler ko jail pochaya tha aur wo smuggler aaj jail se bhaga hai jab tak police phirse nhi pakad leti tab tak karishma ko dhur rakhna in sab chizo se kyuki ye jo smuggler hai uska un terrorist se bhi connection hai...

Hm : ji abbu samaj gaye...

Haseena kept her phone...

Ks : kahi bahar chale...ha movie dekhne jate hai...

Hm : nhi aaj hum dono kahi nhi jayenge...

Ks : kyu ek he din tho sath mai chutti mili hai cahl na kahi ghum ke aate hai...

Hm : nhi agar movie dekhni hai tho TV pe dekh le kahi nhi jayenge hum dono...

Ks : kya hai yaar tum bhi sach mai...

( in mind - agar abhi barbie hoti tho shayad khushi khushi chali jati movie dekhne )Β 

After some days it was haseena met with an accident and was hospitalized...Karishma came into the hospital room...

Ks : hasu ye sab kaise hua

Hm : ( in mind - ab inhe agar humne bataya ki terrorist ka picha kar rahe the tab lag gaya tho bohot badi problem ho jayegi...nhi nhi hum inhe sach nhi bata sakte )Β 

Hm : kuch nhi hua hai bus ek gadi se takar hogayi...

Hm : ek minute ha karu barbie ka phone hai...

On call :Β 

Hm : ha barbie boloΒ 

Bu : karishma mam side mai hai kya

Hm : haΒ 

Bu : tho bus ha ha he kar na ok tho suno abhi sir ka call aaya tha pakki location uss terrorist ki mil gayi hai 4 din baadh border pe wo log hamla karne ki soch rahe hai aisi lead mili hai tho 2 din baad hume nikal na hoga kaise bhi karke mission ko anjam dene ke liye...

Hm : thik hai

She kept the phone

Ks : kya hua kya kahaΒ 

Hm : kuch nhi bus aise he...

And they started to talk while here Karishma was waiting but after some time her patience was over so she left after 2 days haseena got discharged...when she came home she saw Karishma there waiting for her...

KS : Finally tum aa gayi...ab kaisi hai tabiyat...

But then Karishma saw barbie coming back from behind haseena

Hm : ab thik hai vaise barbie aur hamara Madhya pradesh mai transfer hua hai tho hum dono ko kal waha jana hoga...

Ks : kitne samay ke liye?

Hm : shayad hamesha ke liye...

And Haseena went into her room leaving Karishma behind.

Hm : ( in mind - karu jitni baar sorry bole kam hai lekin hume jaana hoga aur ha tumhari jaan ko bhi khatra hai vaise tho tum bhaukal karishma ho sabko maar sakti ho lekin bus hamari tasalli ke liye ek gaurd hamesha tumhare assh paas rahega jo hume tumhare safety ke baare mai inform karta rahega...hume jaana hoga mission pe...bohot miss karenge tumhe...vaise ja Delhi rahe hai lekin kaha madhya pradesh kyuki hume pata hai tum hume dundhogi jarur aur ha phone number bhi badal na hoga aaj he hum new sim leke aaye hai hamara pahle ka sim number sabko pata chal gaya hai koi bhi trace kar sakta hai location tho aaj he sim card badal rahe hai shayad kabhi baat nhi kar payenge kyuki ye mission bohot khatarnak hoga mission pe terrorist jo gas pure desh mai spread karne ja rahe hai usko rok ne ja rahe hai hum log agar galti se bhi aakh, naak, ya muh mai wo chala gaya tho life time ke liye wo eyes, nose and mouth work karna band kar denge aur thik 20 minute baadh jaan bhi chali jayegi...plus aur bhi khatra hai wah hum tumhe chord kar ja rahe hai lekin tumhari himmat tumhara pyaar hamesha yaad hoga...)Β 

The Next day they both left for their duty...

Flashback Ends...

Hm : tho yahi hua tha...viase hume pata tha karu hamari safety ke liye Aarav aur Riya se dhur rakh rahi thi hume lekin uss samay hume un dono ka plan janna tha detail mai tho ye sab natak rachna pada lekin hume dhuk iss baat ka hai ki in sab chizo mai karu bichari emotionally hurt ho gayi...

Bu : sach mai jo kuch bhi hua sab sahi mai kya kahu matlab dono he apni jagah par sahi ho kehte hai na One coin has two side in another way there are two side to every story bus aisa he hua hai tum logo ke sath bhi...

Hm : ha ab bata nhi kaise face karenge hum ammi ko aur karu ko...waha jana hai hume kal lekin pata nhi kya hoga...ye mission bhi 4.5 saal chala na aur ismai abbu bhi chale gaye ab ye baat hum un logo ko kaise baatayenge samaj nhi aa raha πŸ˜”πŸ˜” lekin baat tho karni he hogi kyuki agar abbu ke baad hamari life mai importance hai tho wo ammi, amma aur karu ki wo log he hume himat de sakte hai wo log he hume samaj te hai...un log ke pass jake hume jarur accha lagega aur hume pura yakin hai karu humai jarur samjhe gi...

The next morning they went to the airport and soon reached Lucknow...

Here in Lucknow one message beep on Karishma's phone:

Jai hind agent Qayamat...Lucknow mai kuch terrorist acctack ki lead mili hai hume issi liye 2 special agents ko humne yaha bulaya hai Delhi se...wo log bhi hume 12:30 tak report karenge tho aap bhi report karne aa jao...so meet me in department in next 30 minutes...

Ks : ok sir...

Karishma got ready and went to the department...

.

.

.

So this is it for today, hope you like this part if yes then Vote, Comment and follow for more Interesting updates...


Write a comment ...

Write a comment ...