( pushpa ji hold haseena's hand tightly and grabbed her in there room and made her stand near the wall...santu followed them and went in the room...pushpa ji was trying hard to reduce her anger but was unable to do so in fact her anger was increasing every second here santosh was tensed for her both elder sisters and haseena was scared by pushpa ji's anger she was standing bowing her head down....)
Sm : ammi please shant ho jayiye...
Pm : dekho hum pahle he bohot gussa hai hume shant karne ki koshish mat karo nhi tho tum bhi maar khaogi...
( santosh remained quite because didn't wated to face her mother's anger...)
Hm : am..ammi so..sorry....
pm : ha bus sorry bolna aata hai tum teeno ko pahle galti karo phir sorry boldo..aur tho kuch nhi aata pata nhi kaise tumhare jaise nalayak ko SHO bana diya...tumse se accha tho humne bata diya ki nhi hasu beta kuch tho gadbad hai...lekin nhi smmi please jane do waha jake wo bus padhayi karegi...bohot acche se padhayi ki usne.mall,beach,movie,party sab enjoy kar rahi thi wo tho accha hai exam postponed ho gayi nhi tho...fail ho jati wo ye sab na tumhare karan hua hai tumhi ne li thi na jimedari...uske harkato ki tho us se tho baat nhi karne wale aur aane wale 15 din usko hum hamare pass baitha ke he padhne lagayenge..uski saza tho hum us se kal sunayenge lekin sabhse badi galti tumhari he hai 7 saalo mai na tum dono bigad gayi ho dono ko thik karna hoga akele rehte the na dono issiliye bohot manmani karne lage ho...ab tum dono ke sar se hum ye bhoot utharenge....kashi ko phone nhi uthane hota na issiliye ab uska phone, TV laptop sab band aane wale 15 din ke liye...aur tumhe tho hum abhi thik karte hai responsibility lete time tho bohot aage aa rahi thi na tho ab punishment ke liye bhi aage aao aur aise sar juka ke kuch nhi milega us nalay se tho naam roshan kar diya na hamara PI ratan sir ke samne careless parents ka tag de diya hume aur tumne uska sath deke galti kar di....santu jake haseena ki uniform se belt leke aao....
Sm : ammi aapki dress tho thik hai loose nhi hai tho phir belt kyu chahiye....
Pm : aama lao na tum....pareshan karke rakha hai teeno ne...
Hm : am..ammi mante hai hamari galti hue hai lekin belt se nhi please...aap chahe tho koi aur saza de dijiye last time ki tarah hum puri raat nhi soyenge chahiye tho room se bahar bhi chale jate hai aapko disturb nhi karenge please belt nhi...
Pm : galti karte samay kyu nhi socha ki aisa bhi ho sakta hai.....santu lao na jaldi ab kya belt ka mesurement karne baithi ho...
Sm : nhi ammi wo gun bhi hai na sath mai tho gun bhi lau...
Hm : nhi kya gun lau puch rahi ho...upper pochna hai kya hume...
Sm : nhi aise kyu keh rahi hai aap...ammi ye lijiye belt lekin aapko choti hogi...
pm : santu abhi na chup ho jao nhi tho haseena ke sath tum bhi maar kaogi....
Hm : ammi nhi please belt bohot lagti hai...am...ammi
( Haseena stated running here and there behind her pushpa ji was running to beat her....haseena made whole house mess while running and while running she was also beating haseena with the belt....somehow pushpa ji manage to catch haseena's she pulled haseena's ear by which haseena screamed in pain...)
Hm : ammi ammi please kaan kaan chord dijiye....
Pm : chup chap yaha pe khadi raho sach ke rahe hai gussa mat badhao hamara...pura ghar tehes nehas kar diya ab ye kaun saaf karega...
Hm : ammi hotel ka he tho room hai kal subhe saaf karne ke liye aa jaenge...hotel mai aaye hai tho pura fayada tho uthana chahiye na aap tension mat lijiye subhe hote he hum call kar denge service ke liye.....kyu santu de taali....
Hm : aaahhh ammi ab kyu maar rahe hai aap belt se ab tho itna maar liya na...
Pm : sharam nhi hai na tumhe jara bhi...abhi bhi majak suj raha tumhe...hotel ka room hai tho kya hua hume saaf room he pasand hai....abhi ke abhi iss pure room ko saaf karo...
Hm : lekin ammi humne kya majak kiya....kal aa jayenge wo log saaf kar ke jaenge room...
pm : kaha na saaf karo matla karo saaf...aur vaise bhi tumhari saza abhi khatam nhi hue hai...
Hm : abhi aur baki hai...ab kis chiz ki saza..
Pm : abhi tumhne jo maar khaya na wo tho karishma ko chut dene ke liye aur apni manmani karne ke liye tha ....ab tum puri raat yaha kneel down karke kaan pakadke raho aur ye tumhe jo hum warn kar rahe the phir bhi tumne hamari baat nhi mani na uski saza hai hai....
Hm : tho niche jo jor dar 2 chata maara tha wo kya tha....
Pm : wo tumne kashi ki responsibility li thi na tho uske liye tha...abhi behas mat karo mere sath nhi tho room ke baar kneel down karayenge...
Hm : nhi nhi room ke bahar ijaat kharab ho jayegi karte hai hum room saaf aap log jayiye so jayiye hum hai yahi...vaise ammi wo kal sir ne sabke parents ko bulaya hai karu ki family hum log hai tho kal kaise face karenge sir ko wo tho hume careless samjhenge kya impression padega humara unpe...
pm : tum ho he careless jo galat kiya hai na wohi impression padega tumhara....jayenge kal civil dress mai karu ke parents banke...chudana tho hoga he na galti ki hai lekin aulaad bhi tho hamari he hai aise tho chord nhi sakte....abhi wo sab chordo aur room saaf karo hum ja rahe hai sone....
Hm : ji ammi..
( she cleaned the whole room and then held her ears and kneeled down and till 1 hour she was there in the same position..now it was two a clock when pushpa ji came out for drinking water and saw haseena holding her earns with kneeling down position looking towards the wall design of the hotel...Pushpa ji felt little bad for her because whatever happened was wrong but this punishment was enough for haseena so she decided to release haseena from her punishment she went near haseena....haseena was busy in looking the design so she didn't saw pushpa ji standing there.....)
Pm : hasu utho 2 baj gaye hai jao jake so jao kal subhe vaise bhi dimag ghum ne wala hai pahle sir aur phir kashi dono ke piche hum dono pareshan hone wale hai tho jake thoda aaram kar lo...tumhari saza hum khatam karte hai...( said calmly making haseena stand )
Hm : ammi sorry....hamari galti ko please maaf kar dijiye...actually ammi aur abbu ke jaane ke baad na kisi bhi tarah se karu ki padhayi puri karana chahte the hum kam mai he oura time chala jata tha jis se uski demand puri kar sake...kabhi uske sath quality time bitane ka mauka he nhi mila...paise aur kaam dono ke piche hum itna bagne lage ki karu pe dhyaan he nhi de paye...aur isi karan wo bhi ab humse bina dare jhoot bol leti hai...humne kabhi socha nhi tha ki vo iss tarah se jhoot ka sahara legi..hum tho bus usse ek accha jimedar officer banana cahate the lekin shayad hum ye nhi kar paye....ammi hume maaf kar dijiye humne karu ka future kharab kar diya...sab hamare karan hua hai...aur jab se hum dono aapko mile hai tab se hum log aapko bus pareshan he kar rahi hai...aap heart patient hai lekin hum bus baccho wali harkate karne mai busy hai jiske karan aapko bhi pareshani ho rahi hai...I am sorry ( she said holding her ears with guilty tone )
Pm : shant hum bhi jyada he kuch strict ho gaye lagta hai...vaise kisne kaha tumhare karan kashi ka future barbaad ho gaya 15 din baad hai exam sab thik ho jayega...aur jaha tak hum jante hai kashi apni galti manegi bhi aur galti ko sudharne ke liye man lagake padhayii bhi karegi aur officer ban ke dikhayegi....hume bhi maaf kar do haseena gusse gusse mai tho hum bhul he gaye the ki bhaiya bhabhi ke jane ke baadh khudko aur kashi ko sambhalne ki puri jimedaari tumhari thi sab kuch manage kar liye tumne itni choti umar mai hum dekho itni umar ho gayi phir bhi head constable ki he post pe hai aur tum 21 ki umar mai SHO ban gayi...ha galti kayi saari ki hai tumne lekin hume garv bhi bohot karaya hai tumne...abhi bhi bacchi ho galti ho jaati hai.....lekin aage se dhyaan rakhna...
( both cupped each other's face hugged each other and then went to sleep in there respective rooms now in morning they reached thana in civil dress sir asked reason of there reporting in civil dress they said that he will come to know soon...one by one eveyone's parents came and met sir and took there childs hoom now only karishma was remaining...she was standing in sir's cabin bowing her head down....)
Rt : miss malik aapne sabke parents ko bulaya lekin karishma ke parents ko nhi bulaya hume tho specially inki bhen se milna tha...
Hm : aapke samne he hai hum sir kahiye kya khena chahte hai....
Rt : kya majak kar rahi hai aap...
Hm : majak nhi kar rahe sir ye sach hai... Hum hai inki bhen haseena malik ye hai pushpa malik inki ammi... Aur ye unki choti bhen santosh malik...
Rt : π€¦ββοΈπ€¦ββοΈaap log hai inki family... Vaise aap log tho hume kafi suljhe hue, imandaar, kanoon ka ijaat karne wale, aache karmchaari lagte hai... Aur kaisa ghar ka mahol vaisa he bacche ka bartav... Aap logo ko dekh ke tho hume lagta hai ki galti halat ki thi... Na aap samaj paye aur na ye...Hum pure yakin ke sath keh sakte hai ki karishma peer pressure mai aa gayi thi ye chiz teenager's mai common hoti hai.... Dekhiye karishma aapne jo kiya galat tha party ke liye aapki family na nhi bolti aapko jhoot bolke unka bharosa nhi thodna chahiye tha.... Lekin ab jo hua so hua.... Aap log bhi please inhe kuch kahiye mat.... puri raat ye ro rahi thi baki sabke chere se aisa nhi lag raha tha itna ki wo log galti karke sarminda hai lekin ye bacchi bichari puri raat jaagi thi... Jhoot bolne ka aur aap logo ka bharosa thodne ka pachtawa hai isse humne inhe maaf kiya aap log bhi maaf kar dijiye....
Km : ammi, di sorry... Hum exam nhi de paye.... Kritika hume chidha rahi ki hum darpok hai... Hum mai himat nhi hai... Tho uski baato mai aa gaye hum aur paper bhi nhi de paye... Ab hum SO nhi ban payenge.... Aap log hume officer banta dekhna chahte the lekin hum nhi ban paye π
Hm : it's ok, jo hua use bhul jao tumhari exam postponed ho gayi hai... 15 din tho ab bhi wakt hai.... Aache se man laga ke padhayi karna aur officer ban ke dikhana hum sab bhi positive mahol rakhne ki koshish karenge.... Tumhara exam pakka aacha jayega.... Aur next time friends ki baat sun ne se pahale ek baar khud se puch lena jo tum karne wali ho wo sahi hai ya nhi thik hai....
( Trio hugged each other and then santosh helped them for tracking the Kidnapers last location they went there and solved the case.... And returned to there own house this 15 days went normal because exams of santu and karu where very near so this 15 days everyone where doing there work quietly.... Haseena and pushpa where trying there best to keep everything normal as they didn't wanted karitosh to get stress of something.....)
Will continue in the next part
Let me know whether you like this part or not.
Write a comment ...